Monday 28 November 2011

aa khuda jo bhi mujeh pand-e-shakibie dey - Ahmed Faraz

aa khuda jo bhi mujeh pand-e-shakibie dey
os ki aankhoun ko meray zakham ki gahrie dey

eray logoun se gella hai meray aienoun ko
un ko pathar neigh deata hai to benaie dey


jis ki emma per kia tarkay taalaq mein ne
ab wohie shakas mujeh taanay tanhie dey

ye dahan zakham ki surat hai meray chahray per
ya meray zakham ko bhar ya mujeh goyaie dey

itna bay serfa na jay meray ghar ka jalna
chahsam-e-garyian na sahie chahsam-e-tamashie dey

kia khaber tujeh ko kis andaz ka bismal hai faraz
woh to qatil ko bhi andaz-e-masehaie dey

0 comments:

Powered by Legendpoetry All rights reserved