na hogaa yak bayaabaan maandagii se zauq kam meraa - Mirza Ghalib
na hogaa yak bayaabaan maandagii se zauq kam meraa
hubaab-e-mauj-e-raftaar hai, naqsh-e-qadam meraa
muhabbat thii chaman se, lekin ab ye bedimaagii hai
ke mauj-e-buu-e-gul se naak men aataa hai dam meraa
0 comments:
Post a Comment